BETIYA
Ghar ki Jaan hoti hai betiya, Ma bapu ki arman hoti hai betiya, BHai ke hatho ki dor ,to do kulo ki maan hoti hai betiya, Beto se kam nhi , ma bapu ki aas hoti betiya, Kabhi bahu, kabhi beti, kabhi ma hoti hai betiya, Nhi kam kisi se,chalti hai kandhe se kandhe mila, Sankriti Aur sanskar ki janni ye betiya, Desh ki shaan,aaye desh ke kam betiya, Khi doctor,khi advocate ,to khi teacher Aur ma hai betiya, Rishato ki ahmiyat sikhati hai betiya, Ghar muhalle ki Jaan,ma bapu ki arman hoti hai betiya.